Bhadas ब्लाग में पुराना कहा-सुना-लिखा कुछ खोजें.......................

24.11.07

Sawtanttrata

Meri aor se sabhi Bhadas ke lekhko aor pathko ko namaskar me koi lekhak nahi pathak jarur hu abhi mene b.b.c hindi par Renu Angal ji ka Lekhika Taslim Nasir ke bare me likha lekh padha jis me bade bade samaj shashtrio ke bhi wichar likhe he mere wichar me jo baat aai he ki Astha aor Vishwas ke age sawtantrta boni he har chij ki ek sima hoti he aor sima par karne ka hak sawtantrta ko bhi nahi he me samjhta hu ki kisi dharm ke bare me galt likhna ya behuda chitr banana sawtantarta nahi ghatya mansikta aor sasti lokpriyta hasi karna he jise sabhy shamaj kabhi sawikar nahi karta ye dunia apsi vashwas par tiki he aor sabhy log vishwas todhte nahi jodhte he kisi ke bhagwan par galt tipni karna ya nagan chitr banana kala nhi balki kala ka apman he aese log kabhi bhi samaj ka bhala nhi kar sakteaor esi sawtantrta kis kam ki jo samaj ko do hiso me bat de.......

(एक अधूरी पोस्ट ड्राफ्ट के रूप में पोस्ट्स के बीच में सेव पड़ी थी, सोचा, जिस भी भड़ासी साथी ने इतनी मेहनत की है, उसकी अधूरी लेकिन उम्दा मेहनत को पब्लिश कर सबके सामने ला ही दिया जाए......य़शवंत)

No comments: