Bhadas ब्लाग में पुराना कहा-सुना-लिखा कुछ खोजें.......................

10.10.08

भड़ास से दो बर्खास्त

विगत कई दिनों से भड़ास पर धर्म और जाति विशेष के मुद्दे ने भड़ास की निष्पक्ष छवि को धूमिल करने की पुरी कोशिश की है, धार्मिक मान्यता को ग़लत ढंग से प्रचारित कर क्रमशः सभी धर्मों को दूषित करने का प्रायः किया है। भड़ास भारत की संविधान में पुरी आस्था रखता है, सभी धर्मों का सम्मान करता है कतिपय देश के आमजन की धार्मिक भावना को आहत नही करना चाहता है।
श्री हृदेश अग्रवाल और धीरेन्द्र प्रताप सिंह के विभिन्न लेख ने जो विभिन्न धर्म के लोगों और उनकी मान्यता को आहत किया है को देखते हुए इन दोनों को भड़ास परिवार से तत्काल बर्खास्त किया जाता है।
इनके तमाम लेखों के लिए जो मेरी टिपण्णी थीं उसमें हमेशा सभी धर्म का मान रखने की कोशिश की गयी और सबसे ऊपर हमारा राष्ट्रधर्म के माध्यम से देश का राष्ट्रधर्म भारतीयता कहने की कोशिश की।
भगवन श्री राम के बारे में एक ही बात कहूंगा की माँ सीते की भूमि मिथिला का ये पुत्र राम से ईत्तेफक नही रखता, बावजूद इसके राम की मान्यता को अस्वीकार भी नही करता और राम को नमन करता है.
एक बार फ़िर से तमाम भडासी मित्रों से साग्रह निवेदन की भड़ास की गरिमा बनाते हुए राष्ट्रधर्म का पालन कर भड़ास निकालने की प्रक्रिया सतत जारी रखें।
सादर
भवदीय
रजनीश के झा
संयोजक
भड़ास

16 comments:

RAJNISH PARIHAR said...

मैं आपके इस कदम से सहमत नहीं हूँ...केवल हिन्दुओं को गाली देना ही सभ्याचार नहीं है......अगर ऐसे ही चलता रहा तो फ़िर भडास का मुख्या उद्देश्य ही ख़तम हो जाता है....धरम विशेष से चलती हुई बात अब भगवान् राम तक आ गयी है....नही ..नहीं ये जायज़ नहीं है...पुन विचार करें अन्यथा धर्म पर टीका टिप्पणी ही बंद कीजिये....रजनीश परिहार....बीकानेर...

प्रवीण त्रिवेदी said...

मैं
भी
भी
आपके इस कदम से सहमत नहीं हूँ...केवल हिन्दुओं को गाली देना ही सभ्याचार नहीं है......अगर ऐसे ही चलता रहा तो फ़िर भडास का मुख्या उद्देश्य ही ख़तम हो जाता है....धरम विशेष से चलती हुई बात अब भगवान् राम तक आ गयी है....नही ..नहीं ये जायज़ नहीं है...पुन विचार करें अन्यथा धर्म पर टीका टिप्पणी ही बंद कीजिये....रजनीश परिहार....बीकानेर...

आपसे सहमत हूँ/

प्रवीण त्रिवेदी said...

जंहा तक मैं समझता हूँ कि आप को सफाई और अपनी बात कहने का मौका देना चाहिए .
वैसे काफी हद तक तार्किकता कि गुंजाईश रझते हुए स्वस्थ चर्चा में कोई हनी नहीं है लेकिन लोकतंत्र में अपना पक्ष रखने का मौका देना चाहिए/

Anonymous said...

yaar Rajneesh bhai ye to ek tarafaa karwayee ho gayee...aap logo ko nikaalane ka faisla aise le rahe ho aur decleare kar rahe ho jaise ki sare hindustan ki rakhwali ka kaam aapko hi soupa gayaa hai...kisi ek lekh me jaisa ki dhirendra ne likha hai ki aapne khud Bhagwaan Ram ko Nazayazo ka leader kahaa hai--sharam aati hai mujhko aap par ki aap hindu hain--agar aapne aisa kahaa hai us lekh me----upar wala aapko hindu kyo banaya----aur haa sawidhaan me astha rakhte hain to dusre paksha ko bhi safaayee ka mouka dejeeye---ye kya baat huyee bhaaii ki achanak nikall diyaa---aaye din paper me aattaa hai ki koi office me bainaa bataaye gayab ho jata hai to use hazir hone ka mouka diya jata hai--apna side rakhne ka mouka diya jata jai---fir ek tarafa kaarwayee ki jaati hai----samvidhaan to yahee kahtaa hai---aap to constitution ka drama kar rahe hain----adha adha nanga kyu ho rahe hai---pura nangaa howo bhaai ---ho sakta hai ki comment publish na kare --par kya jaruri hai ki jo aap sochte hai wahi sahi hai----kisi ko nikalne ke pahle kyu na publicly us se question answer kiyaa jaaye-----kyu na fir polling kiyaa jaaye---isme kitna timee lagega---jahaa aapke page par koi koi article kayee baar log post karte hai hai to mujhe nahi lagta ki ye jyada jagah bhi legaa------bhaaii mere aap jaise padhe likhe jaise se ye ummid nahi ki jaati----apni baat ko tarike se rakhiye....kis ne kya kahaa ye pura bataaiye aur aapka ka kya side hai kitna sahi hai pathko ko aur members ko tay karne dijiye---aap mat tay kijiye ki aap hi sahi hai----samvidhaan ke hisaab se wakeel kabhi apna case khud nahi ladtaa......

bye

गोविंद गोयल, श्रीगंगानगर said...

rajnish jee iska matlab to mera number bhee aane wala hai, kyonki main bhee aapki is bat se sahmat nahin hun.iska matlab to ye huaa ki jo aapka yes man ho wahi bhadas ka member rahega.aap chunki iske karta dharta hain isliye aapko kuchh bhee likhane ka adhikar hai or koi agar aapke likhe par tika tippani kare to bahar very good sir very good.

Anonymous said...

rajneesh ji aap nastik ho usase mujhe koi aitraj nahi hai.lekin aap ne jis tarah se do bhartiya nagriko ki bolne aur apna mat vyakt krne ki swatantrata pr kutharaghat kiya hai usase bhartiya samvidhan ke ghor anadar hota hai.sath hi apna paksh rakhane ke manavaadhikar ki bhi hatya hui hai.aap ne kal se aaj tak dekh hi liya hoga ki bhai bhadasiyo ki bhavnaao ko aap ne kitana aahat kiya hai.aap iske malik hai isliye aapko kuchh bhi karne ki chhoot nahi mil sakti.yadi aap aisa mante hai to isase aap ka ego bhale hi shant ho jay lekin aap apne apko khud hi maaf nahi kar payenge. apka dheerendra pratap singh

जयप्रकाश सिंह said...

kya bhai rajneesh ji ,apne bhadash ka motto bana rakha hai ki- agar koi baat gale mein j atak gayi ho to ugal dijiye,man halka ho jayega
phir dhirenra ji ke tarkik baton ko ap kyun nahin pacha pa rahe ho,unki baat to gale se niche arthat dil aur gale upar arthat dimag dono se diya hai.agar apko apni manpasand batin hi likhawani hai to apne is blog ka nam bhadas kyon rakha hai. aur kya bhartiya sanvidhan me apke astha ka matlab bhagwan ram ko gali dena to nahi hai, kahi ap communist rog se pinit to nahi hai.tippani par khule dimag se vichar karne ka kast karne ki himmat karein

Anonymous said...

rajneesh ji aap nastik ho usase mujhe koi aitraj nahi hai.lekin aap ne jis tarah se do bhartiya nagriko ki bolne aur apna mat vyakt krne ki swatantrata pr kutharaghat kiya hai usase bhartiya samvidhan ke ghor anadar hota hai.sath hi apna paksh rakhane ke manavaadhikar ki bhi hatya hui hai.aap ne kal se aaj tak dekh hi liya hoga ki bhai bhadasiyo ki bhavnaao ko aap ne kitana aahat kiya hai.aap iske malik hai isliye aapko kuchh bhi karne ki chhoot nahi mil sakti.yadi aap aisa mante hai to isase aap ka ego bhale hi shant ho jay lekin aap apne apko khud hi maaf nahi kar payenge. apka dheerendra pratap singh

जयप्रकाश सिंह said...

main dhirendra ji ko to nahi janata , lekin swami laxamanand ko achhi tarah janat hun.kandhmal me unhone janjatiyon ke liye kam kiya uska andaza dilli mein baithe patrakar bandhu nahi kar sakte , us chetra ke vanvasiyon ke liye swami ji bhagawan se kam nahin hain . jis chetra mein jane ke liye aj bhi syhitiyan muphid nahin hain ,vahan 40 varsh pahle jakar unhone janjatiyo ke vikas ke liye kam suru kar diya . agar koi swami ji jaise vastvik sant ke kamo ke bare mein likhata hai to uski sadsyata kyun barkhast kar rahe hain app.kya apke lok tatra hindu shabd achut hai

hradesh said...

rajneesh tumne sadshyata khatam kar yeh bataya hai ki tum chaho to hindu dharm or hindu devi-devtaon ka aapman kar sakte ho lakin koi dushra agar sahi bolta hai to uski sadashyata khatma karte ho isse hame koi fark nahi padta ki sadshyata khatam ho hai mujhe to lagta hai prabhu "SHRI RAM" to apne baap ki aulad then lakin tum apne baap ki aulad nahi kisi alpshankyak ki ho

neesh ji aap ne apne apko sita ma ka lal bataya iske liye dhanyavaad.vaise bina ram ke sita aur bina sita ke ram ka koi astitav nahi ho sakta.aap kitane igoist hai yah aapne do tej tarraar bhadasi bhaio ko apna mat vyakt karne ke karan barkhast karke bata diya hai.yadi aap me jara bhi natik sahas aur himmat hai to bhadas pr is mudde pr bahas karva k dikhaye. dhirendra aur agrawal ke manvaadhikaro aur samvaidhinik adhikaro ko sankuchit karke aap ne apna igo hi sant kiya hai .aap me sahisnuta naam ki koi cheej nahi rah gayee h.khair aap jaise log bhadas jaise blog chala hi nahi sakte ye to media ke bhaiyo ke sadbhavaana h ki ye bhadas chal raha ha.yakin maniye aap me naitik sahas naam ki koi cheej nahi hai.aap ne ak kroor tanasah ki harkat ki hai.

raj the rebel said...

aapka ye kadam katai uchit nahi hai.media ka kam ek party ke stand ko dikhana nahi hota,balki sabhi aspects ko samne lana hi hamara dharm hota hai.es tarah se khule aam karmiyo ko nikalne ki charcha kar aap sabit kya karna chahte hain ye samajh se pare hai.khair apne jo v kiya wo kuchh soch kar hi kiya hoga.

aditya said...

hi to all