Bhadas ब्लाग में पुराना कहा-सुना-लिखा कुछ खोजें.......................

Showing posts with label shubhkamana. Show all posts
Showing posts with label shubhkamana. Show all posts

3.8.08

patrakar sunil kumar gautam ka ilaj AIMS me

patna ke varishta patrakar sunil kumar gautam ka ilaj delhi ke AIMS me ho raha hai. abhi we delhi stitha Bihar Niwas kamara number 127 me thahare huye hain. subah ya der sham ko bat ki ja sakati hai. Bihar Niwas ka number hai-- o11-26119720, 26119627, 26119534, 24676961.

abhi unki stithi gambir hai.
samudayik sahayog ki apeksha hai.
madad ke swarup ke liye bhadas ke Yashvant bhai se sampark kar sakate hain.

detais purva me publice post ko pathen....

भड़ास: वरिष्ठ पत्रकार सुनील कुमार गौतम के दुख को महसूस करिए