Bhadas ब्लाग में पुराना कहा-सुना-लिखा कुछ खोजें.......................

2.2.12

डॉ. बुडविग का क्वाटम विज्ञान

मैं चाहता हूँ कि मेरे "लोथर हरनाइसे के तीन इक्के (3E Program)" लेख पर डॉ. द्विजेन्द्र जी की महत्वपूर्ण टिप्पणियां आपसे साझा करूँ। और उनको धन्यवाद भी दूँ। 



Blogger Dr Dwijendra said...
oorjaa aur aatma ek jaisi hi hain . aatma bhi na to marti hai aur na wet hoti .na sookhti hai . aprabhaavit rahti hai.
dusri baat -
geeta me kahaa gaya hai
yuktaahaarvihaarasy
yuktacheshtasy karmasu
yukt swapnaavbodhasy
yogo bhavati dukhahaa..
means -
jo aadmi sahi samay par sahi kaanaa peenaa aur sona aur jaagne ka kaam karta hai wo yogi hota hai aur usko kabhi takleef nahi hoti.
31/1/12 7:05 PM
Delete
Blogger Dr Dwijendra said...
god ko bhi bhaartiya upnishad me aur bhartiy dharm granthon me prakaash yani light jaisa bataaya gayaa hai . oorjaa bhi prakaash swaroop hi hai.
31/1/12 7:07 PM
Delete
Blogger Dr Dwijendra said...
aapki is report ke liye thanks a lot.good and true facts.
31/1/12 7:08 PM
Delete
Blogger Dr. O.P.Verma said...
आदरणीय डॉ. द्विजेन्द्र जी,

आपकी सटीक प्रतिक्रिया के लिए आभार। आपने बिलकुल ठीक कहा है। यदि बुडविग द्वारा विकसित की गई क्वाण्टम भौतिकी पर शोध जारी रहती तो आज हम धर्म, आत्मा, परमात्मा, ज्योतिष, रत्न विज्ञान, पराविज्ञान, टेलीपैथी, सम्मोहन और अन्तरिक्ष विज्ञान के अनगिनत रहस्यों का वैज्ञानिक स्पष्टीकरण ढ़ूँढ़ पाने में सफल हो सकते थे।
डॉ. ओम
2/2/12 8:12 AM