0 I;kj cढ़rk vka[k¨a es ns[kus lsnk;sa u ck;sa ! 0 pyh tk;~xh;~fn tkuh pkfg;s d¨Ã pyu s !
*Hum shayri
Nahi karte ,bas
Zindgi jeete
*Zindgi to hai
Swarthon ka takrao
Jiwan bhar
*Jeewan bhar
Maine dhokha khaya
Tum bhi khao
*dhokha khate hain
Barabari ki batein
Jo batate hain
*Bina hinsa ke
Yon sansarg kahan ?
Kya mazedar ?
*Jeete kahan hain
Zindagi kaat te hain
Hum insaan
*Kabhi badla
Kabhi manuhar to
Kabhi khamoshi
*Yeh to jaano
Hum bheed nahi hain
Hum hain khaas
*Kaam ho na ho
Naam to ho jaata hai
Kala kshetra me
*Pyar mushkil
Ladna aasan hai
Jeewan bhoomi
24.9.11
हाइकु 10
Labels: Citizens' blog
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment